Love of mom and dad

Janam ke baad hum jinke saath rahte hai woh hai maa baap jinke saat hum bachpan se le ke bade hoone tak hum rahte hai aur woh bhi humko nursery se leke college tak humare sari padesaniyaan door karte hai chahe woh paisa hoon ya kuch aur woh har waqt humari madaad karte hai . Woh kitna bhi taklif hoon par kabhi hum tak pauchne nehi deti,Jab hum ghar se nikal ke door kahein dusre state mein chale jate hai jobs aur padhai ke silsilein mein bahar chale jatein hai tab hamare maa baap tension ke mare thik se so bhi nehi pate.. Phir hum jab ghar laute hai tab khana se leke sone tak humare piche padhe rahte hai.woh har waqt humse pyar karte hai. So mere tadap se mere maa baap ko pranam.


     After giving birth of a child
When he become a school boy
 when they grew old


Comments

Popular posts from this blog

Sacrifices of mom and dad

Oldage Home

About Mom