About Mom

Maa:- Maa woh hoti hai jo duniya ki har muskillon ka samna karti hai,ish duniya mein sabse bada yodha hoti hai maa , woh har waqt apne santan ko duniya sare sukh suvida dena chahti hai .

Ek maa hamesha apne bacchon ka bhala chahti hai kabhi inka bura nehi chahti hai, woh apne bacchon se bahut pyar karti hai
saradin woh kaam karti rehti hai yaha tak ki sunday ko bhi chutti ya aaram nehi karti hai woh khud bhoke pat so jaye par apne bacchon ko kabhi bhoka sone nehi deta.

Jab hum hote hai tab ek maa hi hoti hai
jo bina soye humari madaad karti hai,jab humein chaut lagti hai toh ek maa hi hoti hai jo apne bacche ki ankhon mein aaso aate dekh khud bhi row padhta hai.

Hum chahe kitna bhi galti kare kitna bhi taklif de woh sahen kar leti hai .

Aur bhi bahut kuch hai kehne ko lakin aagar meine batana suru karunga toh sabd kam par jayenge, ek sentence mein aagar kahoon toh

   "Maa apne bachhon ki khushi ki liye hamesha apne har khushiyoon ko sacrifice karti hai " .

Maa ka pyar


Happy Mothers day pe maa bate ka pyar



Comments

Popular posts from this blog

Sacrifices of mom and dad

Oldage Home