Posts

Oldage Home

Image
Ek vriddhashram   woh sthaan hota hai, un vriddh logon ke liye ek ghar, jinki dekhbhal karne vala koi nahin hota hai ya jinhein unke bachchon dwaara unke gharon se bahar nikal diya jata hai. Woh sthaan bilkul ghar jaisa hai jahan kaidiyon ko dinacharya ke liye bhojan, vastra aur aashray jaise sabhi suvidhaen milti hain. In sabhi aavashyakatayoon ki achi tarah se dekhbhal ki jate hai lekin, bahut jarori pyaar, aur priyajanon ki dekhbhal nishchit roop se dukh ki baat hai; ke liye, bahari log shantwana kaise pradan kar sakte hain? in gharon mein, yah bahut dilchasp hai aur yahaan tak ​​ki logon se baat karne ke liye bhi cho raha hai ki yeh purush hain ya mahilayen. kam se kam bharat mein ab tak, ghar se door rah rahe purane log, apane bachchon se, ya khud se bache hue logon ko bahut khushhaal sthiti nahin mana jata hai. yuvaon se badon ko alag karne ki is avdharana ko pashchim se bharat mein aayat kiya gaya hai. halanki, pashchim ke liye yeh itna hridayavidarak nahin ho ...

Siblings

Image
bhai-behan ke rishte ko prabhavit karne wale teen sabse mahatvapurn karak janm karm, aayu aur mata-pita ke bachche ya mata-pita ke rishte hain. bhai-behanon ka janm karm akramakata ki vyaakhya karne mein bahut badi bhomika nibha sakta hai jo kuch bhai-behanon ka ek-doosre ke prati hota hai. janm aadesh ek parivar mein ek ki sthiti hai. bhai-behan ek-doosre ke jeevan mein ek anokhi bhomika nibhate hain jo mata-pita ke saahachary ke saath-saath doston ke prabhav aur sahaayata ka anukaran karata hai. kyonki bhai-behan aksar ek hi ghar mein bade hote hain, unke paas ek-doosre ke liye ek badi rashi hoti hai, jaise ki tatkaal parivar ke any sadasyon ki tarah.

About Dad

Image
Pita duniya sabse pyaare pita hai woh mere sachche hero, pakke dost, meri prerana aur abhi tak dekhe mere jevan ke sabase achchhe insaan hain. woh ek aise insaan hain jo school ke liye taiyaar hone mein, bistar se subah uthane mein aur achchhe se meri homework poora karaane mein bahut madad karate hai. ek pita ek bachche ka purush mata-pita hota hai. apne bachchon ke liye ek pita ke prati sambandhon ke alava, pita ka us bachche ke saath mata-pita, kaanoonee aur samajik sambandh ho sakata hai jo usake saath kuchh adhikaaron aur daayiton ka palan karata hai. Ek pita apne bacchoon ke liye bhagwan saman hota hai. Ek pita hi hota hai jo apne bacche ko ungli pakaad ke chalna shikate hai. Son and dad on vacation Ungli pakaad ke chalna Jab humein pahli bar school chodte hai Happy Father's Day

About Mom

Image
Maa:- Maa woh hoti hai jo duniya ki har muskillon ka samna karti hai,ish duniya mein sabse bada yodha hoti hai maa , woh har waqt apne santan ko duniya sare sukh suvida dena chahti hai . Ek maa hamesha apne bacchon ka bhala chahti hai kabhi inka bura nehi chahti hai, woh apne bacchon se bahut pyar karti hai saradin woh kaam karti rehti hai yaha tak ki sunday ko bhi chutti ya aaram nehi karti hai woh khud bhoke pat so jaye par apne bacchon ko kabhi bhoka sone nehi deta. Jab hum hote hai tab ek maa hi hoti hai jo bina soye humari madaad karti hai,jab humein chaut lagti hai toh ek maa hi hoti hai jo apne bacche ki ankhon mein aaso aate dekh khud bhi row padhta hai. Hum chahe kitna bhi galti kare kitna bhi taklif de woh sahen kar leti hai . Aur bhi bahut kuch hai kehne ko lakin aagar meine batana suru karunga toh sabd kam par jayenge, ek sentence mein aagar kahoon toh    "Maa apne bachhon ki khushi ki liye hamesha apne har khushiyoon ko sacrifice karti hai " . Maa k...

Sacrifices of mom and dad

Image
Maa baap woh hote jinke wajah se hum sab ish duniya mein aate hein, na jane kitni mushkillon ka samna karte hai har roj ta ki hum surakshit reh sake, khud bhoke rah jate hai par humein kabhi bhoke pat sone nehi deta,month end mein inke pass paise kam par jate hai phir bhi woh kisi bhi tarah manage kar leta hai aur insab chijoka humein kabhi fikar nehi karwata hai .Lakin jab hum padhai karne ke liye bahar(out of the state) jatein hai tab hum bhool jate ki maa baap humein paise kaise bhejta hai.Itni sari sacrifices karne ke baad jab hum aage chalke koi na koi oportunity ko hasil kar lete hai aur apne kaam pe bohut busy ho jate hai tab humare pass time nehi milta logon se baatein karne ka,kabhi kabhi maa baap se bhi baat karne ka time nehi milta, tab woh yehi sochtein hai ki hum bohut busy hai . Aur woh dukhi hojatein hai,agar hum kaam ke vich mein thoda sa bhi waqt nikal sakte hai apni maa baap aurfamily ki liye tab maa baap aur family doono khush rahenge aur hum bhi. Parent sacrifi...

Love of mom and dad

Image
Janam ke baad hum jinke saath rahte hai woh hai maa baap jinke saat hum bachpan se le ke bade hoone tak hum rahte hai aur woh bhi humko nursery se leke college tak humare sari padesaniyaan door karte hai chahe woh paisa hoon ya kuch aur woh har waqt humari madaad karte hai . Woh kitna bhi taklif hoon par kabhi hum tak pauchne nehi deti,Jab hum ghar se nikal ke door kahein dusre state mein chale jate hai jobs aur padhai ke silsilein mein bahar chale jatein hai tab hamare maa baap tension ke mare thik se so bhi nehi pate.. Phir hum jab ghar laute hai tab khana se leke sone tak humare piche padhe rahte hai.woh har waqt humse pyar karte hai. So mere tadap se mere maa baap ko pranam.      After giving birth of a child When he become a school boy  when they grew old